He Ishwar Apne Darshan | |
.: lyrics :. |
|
Credits: Surendra Mistry Lyrics: Mere Sab Paapon Ko Prabhu Nashta Karadena Prabhu Darasha Dikhadena Main to Pujari aya Sharan tihari Tere anganka main hun mali Tu ne hi ye duniyan banayi sab ke man main jyoti jalayi He Ishwar Apne Darshan Tujko hi chahu Tujko Hi Maanu Teri hi dhun main main kho javu ant samay prabhu tujko hi pavu tere sharan ka dhyan lagavu He Ishwar apne darshan Mujmain na shakti tere jaisi bas ab karun main teri bhakti Bhav Sagar se par karae Is jeevan se mukti dilade He Ishwar Apne Darshan Mere Sab Paapon Ko Prabhu Nashta Karadena Prabhu Darasha Dikhadena He Ishwar Apne Darshan |